Pages

Gham’zadon par is qadar hota hai maazi ka assar

Gham’zadon par is qadar hota hai maazi ka assar,
Shadmaani main bhi aksar muskuraa saktey nahin,

Jis tarah do taalib-o-matloob naraazi ke baad,
Mudatton ik dusrey ke dilon se jaa saktey nahin

No comments:

Post a Comment